Friday, March 6, 2009

भ्रष्टाचारी नेताओ ने भारत का एक अरब करोड़ रूपये रखा है स्विस बैंक में


भारत के भ्रष्टाचारी नेता देश की जनता को किस तरह से मुर्ख बनते है, इसका पता आम जनता को नही चलता। लेकिन अगर एक रिपोर्ट पर गौर करें तो पता चलता है की ये लोकतंत्र के भ्रष्टाचारी नेता काले धन की एक अरब करोड़ रूपये स्विट्जरलैंड के स्विस बैंक में भारत का रखा है। ये राशिः इतनी बड़ी है की इससे भारत पर जितना विदेशी क़र्ज़ है उसे भारत चुका सकता है। जबकि भारत के हर नागरिक में अगर इस पैसे को बात दिया जाए तो हर इंसान को एक लाख रूपये से ज्यादा मिलेगा। भारत की बैंक जहा पैसा जमा करने पर ब्याज देता है वही स्विस बैंक पैसे रखने पर पैसे लेते है। यानि अपना पैसा रखने par भी ब्याज देते है। हालाँकि स्विस बैंक के नियम के मुताबिक vo किसी के पैसेडा kनही कर सकता है इसलिए सभी देश के नेता अपने काले धन को इ e है। सूचना अधिकार के तहत भी इस ओ kओ हासिल नहीं किया जा सकता हालाँकि स्विस बैंक ने खुलासा करने का सकता दिया है जिससे नहीं धन को रखने इससे की पहले नैजीरिया गई है । हालाँकि isse pahle naijiriya ने स्विस बैंक के काले धन को अपने देश में का अधिकार जीत लिया है . isliye bharat bhi yah adhikar jeet sakta hai . naijeeriya ke rashtrapati saani abacha ne apni praja ke 33 karod american doller jama karaye the. abacha ko pad bhrasht karke vaha ke shasko ne swiss bank se rashtra ka dhan vapas lane ki ek lambi ladai ladi aur we isme safal bhi huye. jab naijeeriya aisa kar sakta hai to kya bharat aisa nahi kar sakta? is samay desh me chunav ka mahaul hai aise me votro ko netao se ye to poochhna hi chaiye. NDA ke jorj farnandis ne kuchh samay pahle kaha tha ki jab ve boforce ki faail khol rahe the tba unhe atal bihari vajpayee ne mana kar diya. isse ye sabit hota hai congress ke pas bhi kuchh bjp netao ki file thi jisse boforce dab gaya. vaise swiss banko me dhan vapsi kr 3 sharte hoti hai. isme pahla ye ki kya dhan atankvadi gatividhiyo ko chalane ke liye jama kiya hai, dusra kya dhan nasheele padartho se mila hai aur tisra kya dhan desh ke kanoon ko bhang karke mila hai? isme se tisra karan hamare netao par lagoo hota hai ki unhone kanoon bhang karke in paiso ko swiss bank me rakha hai. isliye chunav se pahle desh ki janta ko in netao se ye jaroor poochhna chahiye ki wo swiss bank ka dhan kaha se laye hai aur bharat sarkar ke pass jama karaye.